Tuesday, 5 January 2016

zindagi ko sukriya kahe ya fir ilzaam de...

zindagi ko sukriya kahe
ya fir ilzaam de...
aapki mohabbat ko bewafai kahe
ya fir salaam de...
~*~
zindagi se gila kare
ya fir mohabbat ka naam de...
aapse milwane ki saaza de
ya fir ehsaan de...
~*~
dil dharakta hai fir bhi
aapki yaadon ke sahare...
dil mein khanzar uttar de
ya fir phoolon ka haar de...
~*~
koi puche mohabbat mein
badnaseeb hai koi
usko aapka naam de
ya fir apna naam de...

- Sun

No comments:

Post a Comment